mannu19's avatar

mannu19

0 Watchers1 Deviation
1.2K
Pageviews
Badges
My Bio
अकल कितनी भी तेज ह़ो
नसीब के बिना नही जित सकती ,
बिरबल काफी अकलमंद होने के बावजूद..
कभी बादशाह नही बन सका ।
Jazbaat mere kahin kuchh khoye huye se hain, Kahu kese wo tumse thoda shrmaye huye se h Par aaj na rok sakunga jazbaato ko main apne, Krte h pyar hm tumhi se pr ghbraye huye se hai
Join the community to add your comment. Already a deviant? Log In
Agar main hd se guzar jau toh muje maaf karna, Tere dil me utar jau toh mujhe maaf karna, Raat me tujhe dekh ke tere deedar ki khatir, Pal bhar jo theher jaun toh mujhe maaf karna…!!
Join the community to add your comment. Already a deviant? Log In
दीवाने #मोहब्बत में, कभी साजिश नहीं करते #प्यार पाने के लिए, झूठ की बारिश नहीं करते पकड़ लेते हैं प्यार से दामन जिस&#2325
Join the community to add your comment. Already a deviant? Log In

Profile Comments 24

Join the community to add your comment. Already a deviant? Log In
Agar main hd se guzar jau toh muje maaf karna,
Tere dil me utar jau toh mujhe maaf karna,
Raat me tujhe dekh ke tere deedar ki khatir,
Pal bhar jo theher jaun toh mujhe maaf karna…!!
Jee chahta hain tum se pyari si baat ho,
Haseen chand tare ho, lambi si raat ho,
Fir raat bhar yhi guftagu rakhe hum dono
Tum meri zindagi ho, tum meri kayinat ho.
Meri saanson me bikhar jao toh achhaa hai
Ban k rooh mere jism me utar jao to acha hai
Kisi raat teri godh mein sir rakh kr so jaon
Us raat ki kabhi subah na ho toh achha hai..!!
Saari raat na soye hum,
Raato ko uth ke kitna roye hum,
Bas ek baar mera kasur bata de rabba,
Itna pyar krke b kyo na kisi ke hue hum
दिल की किताब में गुलाब उनका था,
रात की नींद में ख्वाब उनका था,
कितना प्यार करते हो जब हमने पूछा,
मर जायंगे तुम्हारे बिना ये जबाब उनका था.

Betaab se rehte hain teri yaad me aksar,
Raat bhar nahi sote teri yaad me aksar.

Bedard zamane ka bahana sa bana ke,
Hum toot k rote hain teri yaad me aksar.

Bhool jaaye tumhe ye to mumkin hi nahi
Hm khudko bhool jate h teri yaad me aksar.

Duniya hain patthar ki jazbaat nahi samajhti,
Dil mein jo chhupi hai wo baat nahi samajhti.
Chand tanha hain taaron ki baraat mein,
Dard magar chand ka, zalim raat nhi samajhti.